Tujhse jud kar yun bikhre hum,
Ki Mehfil mein tanhaa ho gye
Tere ishq mein nikharne ki chah kya rakhi,
Hum to khud se hi khafaa ho gye
Is umeed pe zinda rahein, ki tu bhi kabhi ayega humare dar pe,
Ya ye arzoo leke marr jayein ki hum bhi kabhi tere qareeb hote
Jo raatein humne guzaari roke, kabhi tum bhi usme shareek hote.
Gam is baat ka nhi ki tum judaa ho gye,
Bewafaai karte to nafrat to kar paate,
Tum to bina kisi khataa hi khafaa ho gye.
Agli baar mazhab, umar , naam ka lehaaz kar lenge
Hum to mohabbat karne chale the,
Par Zamaane ke taraazoo mein Fanaah ho gye!

Aaye haye...gud 1
ReplyDeleteNiceee.
ReplyDelete